ude jab jab zulfein teri, kavario ka dil machle, jind meriye
jab aise chikne chehre, to kaise na najar phisle, jind meriye
rut pyaar karan ki aayi, ke beriyo ka bed pak gaye, jind meriye
kabhi daal idhar bhi phera, ke tak tak nain thak gaye, jind meriye
us gao pe savar kabhi sadke, ke jaha mera yaar basta, jind meriye
pani lene ke bahane aaja, ke tera mera ek rasta, jind meriye
tujhe chaand ke bahane dekhoon, tu chat par aaja goriye, jind meriye
abhi chedenge gali ke sab ladke, ke chand bairi chup jaane de, jind meriye
teri chaal hai naagan jaisi, ri jogi tujhe lejayenge, jind meriye
jaaye kahin bhi magar hum sajna, ye dil tujhe dejayenge, jind meriye