nickeri aisa gulzar shahar, basti base apaar
jaha par savere log lagate hai, baigan ki baazaar
gaili nickerie ki bajaar ho, kaha gir gai jhumka
pehli bajariya me kya kya bikat hai
nebua naurangi anaar ho
doesri bajariya me kya kya bikat hai
hasa krobia ki maar ho
tisri bajariya me kya kya bikat hai
kohda aur lauki ki maar ho
chauthi bajariya me kya kya bikat hai
tabla sarangi sitar ho