Shaam savariya gajab kar dala

shaam savariya gajab kar dala

bada rangila hai, chhail chhabila
panghatva pe maare najariya, gajab kar dala

gajra gir gai, jamuna jal me
tute motin lar harva, gajab kar dala

ek najar me, saavariya luta
ho gayi mai to bavariya, gajab kar dala